Maalik-e kauno makaan rabbay azeem
Ho karam chashme karam hum par kareem
Maafkar saari khataein maaf kar
Rehm ke taalib hein tujhse aye kareem
(Chorus)
Haazir hein haazir hein haazir hein hum
Haazir hein haazir hein haazir hein hum
Labbayk Allahumma labbayk labbayk
La sharikalaka labbayk
Innal humda wannyamata
Lakawalmulk lasharikalak
[ www.thenasheedlyrics.com ]
Layaqe humdo sana , tere siwa koi nahi
Sunne waala aasiyon ki, ilteja koi nahi
Tu buton ko jo banade na khuda koi nahi
Ha siwa tere siwa, tere siwa koi nahi
Thar hein daaman bhi hamare
Aur aankhein bhi hein num
(Chorus)
Ye safar Hajj ka safar, bigre banatha he naseeb
Ye safar makhlooq ko maalik se kartha ke kareeb
Ye safar ya’ni mareezon se mulaaqathe kabeer
Ho muqaddar se agar, arfaat ka medaan naseeb
Ye du’a maango khade hokar wahan par aye adeeb
Ho ghulamein Mustafa mein naam apna bhi rakam
(Chorus)
|
|
|